KAUNSI SADI ME KAUN MUJADDID HUE:
KAUNSI SADI ME KAUN MUJADDID RAHA??
🌹HADEES🌹
Nabi sallallaho alaihe wasallam ne farmaya:
Allah Ta'ala har 100 saal per meri Ummat me ek aise Shaks ko paida karega
jo Islam ko taaza kar dega.
📕((Mishkaat Sharif, Kitabul Ilm, Rawahul Darmi))
Is Hadees ke tehet 21vi sadi me Hamare Mujaddid hue AalaHazrat,
Aur Sirf itna hi nahi,
balki Zamana-e-Nabuwat se lekar aaj tak jitne bhi Mujaddedin hue hain,
un sabke Aqeede wohi hain,
jo hum Sunniyo ke hain,
Aur AalaHazrat ke Aqeede bhi wohi hain.
Aaqa sallallaho alaihe wasallam ke farman ke mutabiq har Sadi me hum Sunniyo ko ek Mujaddid milta raha,
AUR hum logo ko un sabse Nisbat Hasil hai:
Ab Zara Shuru Zamana se lekar aaj tak hone wale Mujaddedin par ek Nazar Dalte hain:
MUJADDEDIN-O-MUJTEHDEEN:
➡(1) First Century
(after the Prophetic period)
[August 3, 718]
Ameer al-Mu'minin Umar ibn Abd al-Aziz (682 - 720)
Imam-e-Azam Abu Hanifa an-Nu'man (699 - 767)
Ibn Sireen (8th century)
➡(2) Second Century
[August 10, 815]
Imam Muhammad ibn Idris ash-Shafi`i (767 - 820)
Imam Hasan al-Basri (642 - 728 or 737)
Imam Malik ibn Anas (715 - 796)
Imam Muhammad bin Hassan Shaibani
➡(3) Third Century
[August 17, 912]
Imam Ahmad ibn Hanbal (780 - 855)
Imam Abu al-Hasan al-Ash'ari.
➡(4) Fourth Century
[August 24, 1009]
Imam al-Bayhaqi
Imam Tahtaawi
Imam Isma'eel bin Hammaad Ja'fari
Imam Abu Jaafar bin Jareer Tibri
Imam Abu Haatim Raazi
➡(5) Fifth Century
[September 1, 1106]
Hadrat Ghous al Azam Shaykh Abdul-Qadir Jilani
Imam Al-Ghazali
(1058–1111)
Imam Abu Naeem Isfahani
Imam Abul Hussain Ahmad bin Muhammad Abi Bakr-il-Qaadir
Imam Hussain bin Raaghib
➡(6) Sixth Century
[September 9, 1203]
Hazrat Khwaja Moinuddin Chisti Garib Nawaz
Imam Fakhr al-Din al-Razi
Shaykh Ahmed Kabir Rifa'ee
Allamah Imam Umar Nasfi,
Imam Qaazi Fakhrud'Deen Hassan Mansoor,
Imam Abu Muhammad Hussain bin Mas'ood Fara'a
➡(7) Seventh Century
[September 5, 1300]
Imam Taqiyuddin As-Subki
Imam Shaykh Shahbuddeen Suharwardi
Imam Shaykh Akbar Muhi'yuddeen Muhammad ibn Arabi
Allamah Imam Abul Fazl Jamaaluddeen Muhammad bin Afriqi Misri
Imam Abul Hassan Uz'zuddeen Ali bin Muhammad Ibn Atheer,
➡(8) Eighth Century
(September 23, 1397)
Ibn Hajar al-'Asqalani
Imam Taaj'uddeen bin Ata'ullah Sikandari
Khwaja Nizaamuddeen Awliyah Mahboob-e-Ilahi
Imam Umar bin Mas'ood Taftazaani
➡(9) Ninth Century
[October 1, 1494]
Imam Hafiz Jallaluddeen Abu Bakr Abdur Rahmaan Suyuti
Imam Nooruddeen bin Ahmad Misri
Imam Muhammad bin Yusuf Karmani
Imam Shamsuddeen Abul Khair Muhammad bin Abdur Rahmaan Sakhawi,
Allamah Imam Sayed Shareef Ali bin Muhammad Jarmaani
➡(10) Tenth Century
[October 19, 1591]
Imam Shahabuddeen Abu Bakr Ahmad bin Muhammad Khatib Qistalaani
Imam Muhammad Sharbini,
Allamah Sheikh Muhammad Taahir Muhaddith
➡(11)Eleventh Century
[October 26, 1688]
Imam-e-Rabbani Mujaddid Alf Sani Shaykh Ahmad Sirhindi
Sultaanul Arifeen Imam Muhammad Baahu,
Imam Ali bin Sultaan Qaari
➡(12)Twelfth Century
[November 4, 1785]
Sultan al-Azam wal Khaqan al-Mukarram Abul Muzaffar Muhiyy al-Din Muhammad Aurangzaib Alamgir
Imam Abdul Ghani Naablisi
Sheikh Ahmad Mulla Jeewan
Al-Qutb Abd Allah al-Haddad
Allamah Mawlana Imam Abul Hassan Muhammad bin Abdul Haadi Sindhi,
➡(13)Thirteenth Century
[November 12, 1882]
Allamah Imam Ahmad bin Ismaeel Tahtaawi
Allamah Shah Abdul Azeez Muhaddith-e-Del hwi
Imam Abdul Ali Luckhnowi
Imam Sheikh Ahmad Saadi Maaliki
➡(14)Fourteenth Century
[November 21, 1979]
Shaykh al Islam wal Muslimeen,
Mujaddid al-Aazam
Aala Hadrat Ash-Shah Imam Ahmad Raza Khan al-Qadiri,
Shaikh Yusuf bin Ismail bin Muhammad Nasir al-Din an-Nabhani
Muhaddis al-Akbar Shaykh Badr al-Din al-Hasani,
➡(15)Fifteen Century
Sahjada-e-aala hazrat
Huzoor Mufti-e-aazam hind aalam e islam
Hazrat Mustafa Raza Khan saheb
Alhamdulillah,
Rasoolullah alaihe salam ke farman ke mutabiq har sadi me hamare liye ek Mujaddid hua hai,
aur humne sabse nisbat hasil ki hai,
lekin ye Wahabi/AlhleHadees to kisi ki pairvi karne ko shirk kehte hain,
To hamara sawal hai ki Wahabiyo, batao tumhare yahan 1400 Hijri/21vi sadi ka Mujaddid kaun paida hua hai?
Aur Agar koi nahi hua to Rasoolullah alaihe salam ki is Hadees ka kya matlab reh jayega???
No comments:
Post a Comment